Nayi Manzil Nayi Rahe (Female) Lyrics | Hill Station | Lata Mangeshkar | Hemant Kumar

Nayi Manzil Nayi Rahe (Female) Lyrics | Hill Station | Lata Mangeshkar | Hemant Kumar

Nayi manjil nayi raahe
Naya hai meharba apna
Na jaane jake thahrega
Kaha ye karwa apna

Bahaar aai hain gulshan me
Khili hain har taraf kaliyaan
Bahaar aai hain gulshan me
Khili hain har taraf kaliyaan
Kami kya hain jo rutha hain
Chaman se baagbaan apna
Nayi manjil nayi raahe
Naya hai meharba apna
Na jaane jake thahrega
Kaha ye karwa apna

Lagi mehndi bani dulhan
Baje shehnaaiya lekin
Lagi mehndi bani dulhan
Baje shehnaaiya lekin
Ye meri badnasibi hain
Ki suna hai jaha apna
Nayi manjil nayi raahe
Naya hai meharba apna
Na jaane jake thahrega
Kaha ye karwa apna

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *