Narazgi Ye Aap Ki Hume Jine Nahi Degi
Chodiye Ye Adaye Aur Hume Pyar Kijiye
Narazgi Ye Aap Ki Hume Jine Nahi Degi
Chodiye Ye Adaye Aur Hume Pyar Kijiye
Apno Se Berukhi Ye Achi Nahi Sanam
Apno Se Berukhi Ye Achi Nahi Sanam
Kaise Yaki Dilaye Khaye Kya Kasam
Ye Bedili To Aapki
Ye Bedili To Aapki Meri Jan Hi Le Legi
Chodiye Ye Adaye Aur Hume Pyar Kijiye
Tumne Kaha Jo Pyar Se Lo Maan Gaye Hum
Tumne Kaha Jo Pyar Se Lo Maan Gaye Hum
Jiwan Ke Humsafar Ko Pahchan Gaye Hum
Ab Jindagi Me Khushiya
Ab Jindagi Me Khushiya Tumse Hi Bas Milengi
Chodiye Ye Adaye Aur Hume Pyar Kijiye
Sapno Me Tere Mere Sapno Ka Rang Hai
Mai Daur Hu Teri Tu Meri Patang Hai
Jindadili Se Ishq Ki
Jindadili Se Ishq Ki Ek Pyas Si Jagi Hai
Chodiye Ye Adaye Aur Hume Pyar Kijiye
Narazgi Ye Aap Ki Hume Jine Nahi Degi
Chodiye Ye Adaye Aur Hume Pyar Kijiye
Narazgi Ye Aap Ki Hame Jine Na Degi Song Lyrics from the movie/album Unees Bees released in the year 2018 starring Mithun Chakraborty, Ranjita. The song Narazgi Ye Aap Ki Hame Jine Na Degi was sung by Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur. This movie/album was directed by Swaroop Kumar. The music was given by Rajesh Roshan. The lyrics were Penned by Amit Khanna
Share your thoughts