Nanhe Munne Raja Ki Song Lyrics from the movie/album Anand Bhawan released in the year 2013 starring Manhar Desai, Nigar Sultana. The song Nanhe Munne Raja Ki was sung by Asha Bhosle, Shamshad Begum. This movie/album was directed by S. M. Yusuf. The music was given by Vasant Desai. The lyrics were Penned by Raja Mehdi Ali Khan. The music rights for song purely belongs to Saregama

Nanhe Munne Raja Ki Lyrics

Nanhe Munne Raja Ki Salgirah Aayi Re
Nanhe Munne Raja Ki Salgirah Aayi Re
Bagiya Me Koyal Ne Gayi Bazayi
Ho Mosi Billo Ne Banti Mithai Re
Mosi Billo Ne Banti Mithai Re
Nanhe Munne Raja Ki Salgirah Aayi Re
Nanhe Munne Raja Ki Salgirah Aayi Re

Master Kaga To Dholak Bazaye
Maina Bazaye Shanai Re
Master Kaga To Dholak Bazaye
Maina Bazaye Shanai Re
Kumri Ne Mithi Si Kumri Sunai
Kumri Ne Mithi Si Kumri Sunai
Bagle Ne Bansi Bazai Re

Bagle Ne Bansi Bazai Re
Murge Ne Tan Lagai Re
Murge Ne Tan Lagai Re
Thumak Thumak Nache
Oye Thumak Thumak Nache

Thumak Thumak Nache
Moti Malaniya Oye Dabalroti Malaniya
Moti Malaniya Oye Dabalroti Malaniya
Phoolo Ke Gajre Layi Re
Phoolo Ke Gajre Layi Re
Kele Ke Chhilke Se Uthli Dhdam Se
Honi Duhai Duhai Re
Honi Duhai Duhai Re

Chini Ki Gudiya Boli Ke
Meri Raja Ji Sr Kar Do Sagai Re
Haye Chini Ki Gudiya Boli Ke
Meri Raja Ji Sr Kar Do Sagai Re
Chini Ke Gude Ne Gudiya Ko Pita

Dono Me Ho Gayo Ladai Re
Haye Ram
Dono Me Ho Gayo Ladai Re
Nanhe Munne Raja Ki Salgirah Aayi Re
Nanhe Munne Raja Ki Salgirah Aayi Re.

Share your thoughts

No Keywords