Nangi Talware Song Lyrics from the movie/album Veer Rajputani released in the year 2015 starring Manhar Desai, Shakila. The song Nangi Talware was sung by Suman Kalyanpur. The music was given by Bulo C. Rani. The lyrics were Penned by Gopal Singh Nepali. The music rights for song purely belongs to Saregama

Nangi Talware Lyrics

Nangi Talware Kya Chamki
Chamke Chamke
Chamke Jo Jawani
Angaro Se Khel Khele
Bake Rajputaniya
Angaro Se Khel Khele
Bake Rajputaniya

Jis Watan Me Mehandi Wale
Hatho Me Masal Hai
Kali Kali Rat Ka
Sawera Lal Lal Hai
Kali Kali Rat Ka
Sawera Lal Lal Hai

Ek Ya Bujhe Diya
Dusra Jale Yaha
Ek Ya Bujhe Diya
Dusra Jale Yaha
Dusra Bujhe To Fir
Se Tisra Jale Yaha
Dusra Bujhe To Fir
Se Tisra Jale Yaha
Banke Rahe Is Tarah
Duniya Me Jindganiya
Angaro Se Khel Khele
Bake Rajputaniya

Dil Me Jalti Aag Hai
Chehre Pe Pasina Hai
Dil Me Jalti Aag Hai
Chehre Pe Pasina Hai
Jitna Hi To Maut Hai
Re Jalna Hi To Jina Hai
Jitna Hi To Maut Hai
Re Jalna Hi To Jina Hai
Angaro Se Khel Khele
Bake Rajputaniya

Sulagi Hai Chingariya
Ab Kaun Bujha Payenge
Sulagi Hai Chingariya
Ab Kaun Bujha Payenge
Jalti Rahengi Masal
Hath Badal Jayenge
Jalti Rahengi Masal
Hath Badal Jayenge
Ye Jalte Angar Amarta
Ki Hai Nishaniya
Angaro Se Khel Khele
Bake Rajputaniya
Angaro Se Khel Khele
Bake Rajputaniya
Jis Watan Me Mehandi Wale
Hatho Me Masal Hai
Kali Kali Rat Ka
Sawera Lal Lal Hai
Kali Kali Rat Ka
Sawera Lal Lal Hai.

Share your thoughts

Aaj ka taja samachar, Aishwarya rai, Aajtak channel news, Breaking news in hindi, Aaj tak, Arrested, Aaj tak live, Palam village, Aaj tak videos, Aaj tak live news, Aaj tak news video, Planet earth india, Murder, Actress, Revealed, Accountant, Latest news, Bollywood updates, Crime, Airforce, Cctv camera, Delhi, Wife, Son, Accused, Hindi news, News video, Actors