Najar Kajrari Ho Song Lyrics from the movie/album Teen Eekay released in the year 2018 starring Kiran Kumar, Rita Haksar. The song Najar Kajrari Ho was sung by Usha Mangeshkar, Asha Bhosle. This movie/album was directed by Joginder. The music was given by Sonik Omi. The lyrics were Penned by M G Hashmat

Najar Kajrari Ho Lyrics

Haye Haye Chaal Hain
Duhai Hain Duhai
Kya Angdai Hain
Tauba
Kya Kamariya Lachkait Hain
Haye Haye Shararat Karti Hain
Are Nahi Humpe Marti Hain
Are Marti Nahi Mui Dekh Ke Jalti Hain

Haye Haye
Najar Kajrari Raja Kamariya Kamaan
Najar Kajrari Raja Kamariya Kamaan
Oye Dekhe Jo Budha
Ha Budha Oye Budha
Ho Jaye Jawan
O Raja Ho Jaye Jawan
Najar Kajrari Ho Raja Kamariya Kamaan

Are Ye To Bata Ye Kahan Se Aayi Hain
Ye To Rahti Thi Jhumri Talaiya
Ha Ha Main To Rahti Thi Jhumri Talaiya
Is Ka Aashiq Tha Dudh Wala Bhaiya
Is Ka Aashiq Tha Dudh Wala Bhaiya
Ye To Rahti Thi Jhumri Talaiya
Wo Fokat Dudh Pilaye
Haye
Wo Paise Na Le Jaye
Haye Haye
Wo Subah Sham Sataye
Haye
Use To Shram Na Aaye
Haye
Jab Se Ise Dene Laga Rupiya
Haan Jab Se Ise Dene Laga Rupiya
Ye To Karne Lagi
Ye To Karne Lagi
Ye To Karne Lagi
Ta Thaiya
Usne Ungli Marodi Kalai Nahi Chhodi
Are Ki Jora Jori
Phir Wo Dene
Phir Wo Dene
Laga Ispe Jaan
Najar Kajrari Ho Raja Kamariya Kamaan
Najar Kajrari Ho Raja Kamariya Kamaan

Oye Kede Khet Ki Muli Hain
Ise Kahte Hain Kali Kashmir Ki
Ha Ha Mujhe Kahte Hain Kali Kashmir Ki
Duniya Aashiq Hain Iski Tasveer Ki
Duniya Aashiq Hain Iski Tasveer Ki
Ise Kahte Hain Kali Kashmir Ki
Iske Nain Rasile
Haye
Iske Hoth Rasile
Aaye Haye
Mite Hain Chaal Pe Iski
Aaye Haye
Yaha Ke Kai Kabile
O
O Kisi Ranjhe Ki Kal Tak Ye Heer Thi
O Kisi Ranjhe Ki Kal Tak Ye Heer Thi
Haar Baithi Hain
Haar Baithi Hain
Haar Baithi Hain
Baaji Taqdeer Ki
Iska Jalim Shabab
Jisne Lute Nawab
Aankhe Jaame Sharaab
Ispe Dono
Ispe Dono
Ispe Dono Jaha Kurbaan
Najar Kajrari Ho Raja Kamariya Kamaan
Najar Kajrari Ho Raja Kamariya Kamaan

Wadi Ye Kaun Si Pari Hain Jisko Humne Nahi Parkha
Ye Hain Najma Najaro Ki Mallika
Ha Ha Main Hu Najma Najaro Ki Mallika
Husn Duniya Ka Hain Isse Halka
Husn Duniya Ka Hain Isse Halka
Ye Hain Najma Najaro Ki Mallika
Iski Chaal To Dekho
Haye
Sunhere Baal To Dekho
Aaye Haye
Ke Jispe Fisle Najre
Haye
Wo Chikne Gaal To Dekho
Haye
Iska Aanchal Jo Sine Se Dhalka
Ho Iska Aanchal Jo Sine Se Dhalka
Bhari Mehfil Me
Bhari Mehfil Me
Bhari Mehfil Me
Lo Jaam Chhalka
Kabhi Ghunghata Uthaye
Kabhi Ghunghata Giraye
Naaj Nakhre Dikhaye
Tauba Tauba
Tauba Tauba Kare Kul Jahan
Najar Kajrari Ho Raja Kamariya Kamaan
Najar Kajrari Ho Raja Kamariya Kamaan
Dekhe Jo Budha
Ha Budha Haye Budha
Ho Jaye Jawan
O Raja Ho Jaye Jawan
Najar Kajrari Ho Raja Kamariya Kamaan

Share your thoughts

Eekay, Mangeshkar, Bhosle, Kajrari, Nazar, Raja, Asha, Usha, Teen, Ho, Ka, Omi, Ree, Bollywood, Juaa, Kisi, Na, Hua, Baba