Najar Aatee Nahee Manjil Lyrics | Kanch Aur Heera | Chandrani Mukherjee, Mohammed Rafi | Ravindra Jain

Najar Aatee Nahee Manjil Lyrics | Kanch Aur Heera | Chandrani Mukherjee, Mohammed Rafi | Ravindra Jain

Najar aati nahi manjil
Tadapne se bhi kya haasil
Takdir me ae mere dil
Andhere hi andhere hain
Najar aati nahi manjil

Majburi ne jisko mara
Uska kaun sahaara
Maanjhi to mil jaate hain par milta nahi kinsara
Takdir me ae mere dil
Andhere hi andhere hain
Najar aati nahi manjil

Naino se yu chhin gayi jyoti
Sip se jaise moti
Ek jaan aur sau dushman hain
Kash ye jaan naa hoti
Takdir me ae mere dil
Andhere hi andhere hain
Najar aati nahi manjil

Khalti hai ye paas ki duri
Jalti aas adhuri
Kis ko dosh lagaye
Sab ke sang majburi
Takdir me ae mere dil
Andhere hi andhere hain
Najar aati nahi manjil
Tadapne se bhi kya haasil
Takdir me ae mere dil
Andhere hi andhere hain
Najar aati nahi manjil

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *