Najaara Hai, Kuchh Khoyi Khoyi Yaado Ka
Najaara Hai, Kuchh Bhule Se Khayaalo Ka
Aankhon Mein Pal Raha, Har Ghadi Khal Raha
Ruke Na Ruke Na Bas Har Ghadi Chal Raha
Najaara Hai – (4)
Koyi Andekhi Tasveer Ka
Najaara Hai – (4)
Koyi Nasha Hai, Sajaa Hai, Kya Yeh Bala Hai, Khata Hai
Bite Pal Ke Kataro Ka, Aise Waise Khataro Ka
Soye Huye The Jo Abb Tak, Khub Saare Barso Ka
Najaara Hai – (4)
Koyi Andekhi Tasveer Ka
Najaara Hai – (4)
Kaisa Samaa Hai, Guma Hai, Thoda Dhunwa Sa Yaha Hai
Jaise Koyi Khwaab Sa, Behaki Koyi Raah Ka
Bikhare Huye Kuchh Anjaane Se Kisso Ka Kaisa
Najaara Hai – (4)
Koyi Andekhi Tasveer Ka
Najaara Hai – (4)
Najaara Hai, Koyi Andekhi Tasveer Ka Song Lyrics from the movie/album 8x10 Tasveer released in the year 2016 starring Akshay, Ayesha Takia. The song Najaara Hai, Koyi Andekhi Tasveer Ka was sung by Vishal Dadlani. The music was given by Sulaiman Merchant. The lyrics were Penned by Bohemia, Irfan Siddique, Sameer. The music rights for song purely belongs to T Series
Share your thoughts