Nainon Me Nindiya Hai Mathe Pe Bindia Hai Lyrics | Joroo Ka Ghulam | Kishore Kumar, Lata Mangeshkar | Kalyanji Anandji

Nainon Me Nindiya Hai Mathe Pe Bindia Hai Lyrics | Joroo Ka Ghulam | Kishore Kumar, Lata Mangeshkar | Kalyanji Anandji

Naino me nindiya hai
Mathe pe bindia hai
To balo me gajara hai
Ankho me kajara hai
Fir konsi jagah hai khali o matwali
Me kaha rahunga o bolo kaha rahuga
Naino me nindiya hai
Mathe pe bindia hai
To balo me gajara hai
Ankho me kajara hai
Fir konsi jagah hai khali o matwali
Me kaha rahunga o bolo kaha rahuga

Teri galiyo ka me hu ek banjara
Teri galiyo ka me hu ek banjara
Tere bin duniya me mera kon sahara
Meri kab marzi hai hum me ho ye duri
Me to jagti hu lekin hai majburi
Paav me payal hai
Hatho me anchal hai
Julafo me khusbu hai
Palko me jadu hai
Fir konsi jagah hai khali o matwali
Me kaha rahunga o bolo kaha rahuga

Sikhe koi tumse jhuthi bat banana
Arey sikhe koi tumse jhuthi bat banana
Dekho dil na todo karke saf bahana
Aise sapno ka koi mehal banao
Mere beghar premi me tumko kaha basau
Sine me dhadkan hai
Baho me kangan hai
Kano me bali hai
Hotho pe lali hai
Fir konsi jagah hai khali o matwali
Me kaha rahunga o bolo kaha rahuga

Bas ek hi jagah hai khali ye dil vali
Tum yaha rahoge acha
Tum yaha rahoge acha ji
Tum yaha rahoge ok
Tum yaha rahoge thank you

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *