Naino Ke Baan Ki Reet Anokhi Lyrics | Khazanchi | Ghulam Haider, Shamshad Begum | Ghulam Haider

Naino Ke Baan Ki Reet Anokhi Lyrics | Khazanchi | Ghulam Haider, Shamshad Begum | Ghulam Haider

Naino ke baan ki reet anokhi
Naino ke baan ki reet anokhi
Baan chale aur nain na dekhe
Baan chale aur nain na dekhe
Naino ke baan ki

Nain se nikle nain me aaye
Nain se nikle nain me aaye
Naina re hariday me samaye
Naina re hariday me samaye
Ek baan se aag laga kar
Ek baan se aag laga kar
Ek baan se aag bujhaye
Din na dekhe or rain na dekhe
Baan chale aur nain na dekhe
Naino ke baan ki

Kaliyo ki muskan na jane
Bhawro ka sukh chain na dekhe
Bhawro ka sukh chain na dekhe
Hasi hasi me man yu chine
Hasi hasi me man yu chine
Hans juge jyun chupa seep se moti
Hans juge jyun chupa seep se moti
Ya jyun pawan chale aur chal kar
Ya jyun pawan chale aur chal kar
Ha chin le nirbal deep se jyoti
Ha chin le nirbal deep se jyoti
Man sune aur bain na dekhe
Baan chale aur nain na dekhe
Baan chale aur nain na dekhe
Naino ke baan ki

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *