Naina re naina tose laage, saari saari raina jaage

Tum bin mohe kahin aaye naahi chaina

Jaagi na soyi soyi, rehati hoon khoyi khoyi
Jaan se pyaara hai tu, kahin jaan le na koyi

Dil ki yeh baatein kisi aur se na kehana
Naina re naina tose laage, saari saari raina jaage
Tum bin mohe kahin aaye nahi chaina

Jaane kya hone laga, bas mein jiya na raha
Maine jo puchha mere dil ne mujhe yeh kahaan

Ik pal bhi tere bina abb naahi rehana
Naina re naina tose laage, saari saari raina jaage
Tum bin mohe kahin aaye nahi chaina
Naina re naina tose laage, saari saari raina jaage
Tum bin mohe kahin aaye nahi chaina
Naina re naina tose laage, saari saari raina jaage.
| Movie | Generations: A Musical Journey To Eternity |
| Singer | Asha Bhosle, Ustad Ghulam Ali |
| Music Composer | Aamir Ghulam Ali, Aamir Ali |
| Lyricist | Ahmed Anis |
| Star Cast | Ghulam Ali, Asha Bhosle, Aamir Ghulam Ali |
| Label | Big Music |