Nahee Nahee Abhee Nahee Lyrics | Jawani Diwani | Kishore Kumar, Asha Bhosle | R D Burman

Nahee Nahee Abhee Nahee Lyrics | Jawani Diwani | Kishore Kumar, Asha Bhosle | R D Burman

Nahi nahi abhi nahi
Abhi karo intejar chhodo na
Nahi nahi abhi nahi
Abhi karo intejar
Nahi nahi kabhi nahi
Mai hu bekarar
Na na na na mm hm hm hm
Na na na na
Na baba

Mai bhi jawan tu bhi jawan
Kami hai kis bat ki
Mai bhi jawan tu bhi jawan
Kami hai kis bat ki
Yaha aao na ghabrao
Rut hai mulakat ki
Ha nahi nahi ha abhi nahi
Phir kabhi dildar
Nahi nahi kabhi nahi
Mai hu bekarar

Bade woh ho tum piya
Jid kyun nahi chhod ate
Bade woh ho tum piya
Jid kyun nahi chhod ate
Han kaliyo ko khilne se
Pehle nahi todte
Na
Nahi nahi kabhi nahi
Chali jayegi bahar
Nahi nahi abhi nahi thoda intejar

Hm hm hm na na ah ha ha na na
Nahi nahi abhi nahi
Abhi karo intejar
Nahi nahi kabhi nahi
Mai hu bekarar
Na na na na mm hm hm hm
Na na na na
Na baba
Janeja phir kahan aisi tanhaiya
Oh jane bhi do chhodo mujhe hogi ruswaiya
Na
Nahi nahi kabhi nahi mat karo inkar
Nahi nahi abhi nahi thoda intejar
Thoda intejar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *