Naghmon Ke Rang Lyrics  | Vaade Iraade | Ayush Kumar, Mamta Kulkarni | Pankaj Udhas | Jatin Pandit, Lalit Pandit

Naghmon Ke Rang Lyrics | Vaade Iraade | Ayush Kumar, Mamta Kulkarni | Pankaj Udhas | Jatin Pandit, Lalit Pandit

Naghmon ke rang bikhare hain
Ghazalo ki shaam hain
Naghmon ke rang bikhare hain
Ghazalo ki shaam hain
Likha hain maine jo bhi woh
Mehfil ke naam hain
Naghmon ke rang bikhare hain
Ghazalo ki shaam hain
Likha hain maine jo bhi woh
Mehfil ke naam hain
Naghmon ke rang bikhare hain
Ghazalo ki shaam hain

Rukh mod de hawa ka jo
Insaan hain wahi
Rukh mod de hawa ka jo
Insaan hain wahi
Mera tamaam dosto ko
Ye payaam hain
Likha hain maine jo bhi woh
Mehfil ke naam hain
Naghmon ke rang bikhare hain
Ghazalo ki shaam hain

Armaan hain manzilo se bhi
Aage ghuzar ne ka
Armaan hain manzilo se bhi
Aage ghuzar ne ka
Manzil talak pahochana
Ek baat aam hain
Likha hain maine jo bhi woh
Mehfil ke naam hain
Naghmon ke rang bikhare hain
Ghazalo ki shaam hain

Waade iraade jinake badalte nahi kabhi
Waade iraade jinake badalte nahi kabhi
Har waqt phir ye waqt to
Unka ghulaam hain
Likha hain maine jo bhi woh
Mehfil ke naam hain
Naghmon ke rang bikhare hain
Ghazalo ki shaam hain

Naghmon ke rang bikhare hain
Ghazalo ki shaam hain
Likha hain maine jo bhi woh
Mehfil ke naam hain
Naghmon ke rang bikhare hain
Ghazalo ki shaam hain
Naghmon ke rang bikhare hain
Ghazalo ki shaam hain.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *