Nadiya Me Lahre Nache
Lahro Pe Nache Naiya
Kiske Isharo Pe Duniya Nache
Koi Na Jane Bhaiya
Koi Na Jane Bhaiya
Kiske Isharo Pe Duniya Nache
Koi Na Jane Bhaiya
Koi Na Jane Bhaiya
Nach Rahe Hum Kathputli Se
Koi Humko Nacahye
Nach Rahe Hum Kathputli Se
Koi Humko Nacahye
Jiske Hath Me Dor Hamari
Wahi Nazar Nahi Aaye
Jivan Naiya Leke Chali Hai
Jivan Naiya Leke Chali Hai
Jane Kaha Purwaiya
Koi Na Jane Bhaiya
Jane Kaha Se Aate Hai Sab
Jane Kaha Jate Hai
Jane Kaha Se Aate Hai Sab
Jane Kaha Jate Hai
Rah Me Jode Rah Me Tode
Bade Ajab Nate Hai
Badal Hai Kis Dulhan Ka Aanchal
Kirno Me Kiski Chhaiya
Koi Na Jane Bhaiya
Nadiya Me Lahre Nache
Lahro Pe Nache Naiya
Nadiya Me Lahre Nache Song Lyrics from the movie/album Amanush released in the year 2018 starring Sharmila Tagore, Uttam Kumar. The song Nadiya Me Lahre Nache was sung by Shyamal Mitra. This movie/album was directed by Shakti Samanta. The music was given by Shyamal Mitra. The lyrics were Penned by Indeevar
Share your thoughts