Nadiya Behti Hai Song Lyrics from the movie/album Nai Imarat released in the year 2018 starring Parikshat Sahni, Vidya Sinha. The song Nadiya Behti Hai was sung by Lata Mangeshkar. This movie/album was directed by Ram Pahwa, Sharad Batra. The music was given by Bappi Lahiri. The lyrics were Penned by Indeevar

Nadiya Behti Hai Lyrics

Nadiya Behti Hai Tumse Kehti Hai
Nadiya Behti Hai Tums Ekehti Hai
Sagar Se Mujhko Milna Nahi Hai
Sagar Se Milke Main Khaari Ho Jaungi
Ho O Ho O
Nadiya Behti Hai Tumse Kehti Hai
Nadiya Behti Hai Tums Ekehti Hai
Sagar Se Mujhko Milna Nahi Hai
Sagar Se Milke Main Khaari Ho Jaungi

Baandh Lo Mujhe Rok Lo Mujhe
Baandh Lo Mujhe Rok Lo Mujhe
Rok Lo Mujhe Main Tumhari Ho Jaungi
Ho O Ho O
Nadiya Behti Hai Tumse Kehti Hai
Nadiya Behti Hai Tumse Kehti Hai

Naav To Kya Gaon Beh Jate Hai
Meri Chaal Mein Aisi Rawaani
Baandh Lo Mujhko Behek Naa Jaye
Chanchal Chanchal Jawani Sa Pani
Mere Aanchal Mein Hai Amrit Wo
De De Jo Nayi Zindagaani
Mere Aanchal Mein Hai Amrit Wo
De De Jo Nayi Zindagaani
Aangan Aangan Barsega Kanchan
Jaan Se Tumko Main Pyaari Ho Jaungi
Nadiya Behti Hai Tumse Kehti Hai
Nadiya Behti Hai Tumse Kehti Hai

Ret Jaha Khet Lehrayenge
Jaagegi Dharti Ki Mamta Soi
Pyar Tumhe Dungi Bahar Tumhe Dungi
Pyasa Rahega Na Panghat Koi
Mera Naam Nisha Phir Hoga Kaha
Main Jo Samandar Mein Khoi
Mera Naam Nisha Phir Hoga Kaha
Main Jo Samandar Mein Khoi
Mujhe Apna Lo Gaon Mein Bada Lo
Tumhari Hi Saari Ki Saari Ho Jaaungi
Nadiya Behti Hai Tumse Kehti Hai
Nadiya Behti Hai Tums Ekehti Hai
Sagar Se Mujhko Milna Nahi Hai
Sagar Se Milke Main Khaari Ho Jaungi
Baandh Lo Mujhe Rok Lo Mujhe
Baandh Lo Mujhe Rok Lo Mujhe
Rok Lo Mujhe Main Tumhari Ho Jaungi
Ho O Ho O
Nadiya Behti Hai Tumse Kehti Hai
Nadiya Behti Hai Tumse Kehti Hai

Share your thoughts

Bappi lahiri, Lata mangeshkar, Lata mangeshkar songs, Nadiya behti hai, Nai imarat, Nadiya bahti hai, Bappi lahiri hits songs, Jeevan nadiya behti jaye, Lata mangeshkar hits, Mangeshkar, Yeh qismat hai kya lyrics, Gori gori gori tan tera rup ki nadiya, Tohfa | full hindi movie | sridevi, Jatta dhari bole bhandari, Lyrics of hindi songs, Nai imarat movie songs, Ghar hi me rahiyo saiya, Vaada tera vaada with lyrics, Ke jaas re bhati gang baiya