Naazuk Dil Hai Tod Na Song Lyrics from the movie/album Dil Ki Basti released in the year 2016 starring Masood, Lalita Pawar. The song Naazuk Dil Hai Tod Na was sung by G. M. Durrani, Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt). This movie/album was directed by Waheed Qureshi. The music was given by Ghulam Mohammad. The lyrics were Penned by Shakeel Badayuni. The music rights for song purely belongs to Saregama

Naazuk Dil Hai Tod Na Lyrics

Kadam Hai Rah Ulfat Mein
Lagi Hai Aas Manzil Ki
Are O Dil Ke Malik
Laz Rakh Lena Mere Dil Ki

Najuk Dil Hai Tod Na Dena
Najuk Dil Hai Tod Na Dena
Haye Tod Na Dena
Sath Hamara Chhod Na Dena
Sath Hamara Chhod Na Dena
Najuk Dil Hai Tod Na Dena
Haye Tod Na Dena
Sath Hamara Chhod Na Dena
Sath Hamara Chhod Na Dena

Dil Ne Hamari Is Duniya Mein
Sirf Tumhi Se Pyar Kiya Hai
Pyar Kiya Hai
Dil Ne Hamari Is Duniya Mein
Sirf Tumhi Se Pyar Kiya Hai
Pyar Kiya Hai
Hum Dono Ne Hath Milakar
Ulfat Ka Ikrar Kiya Hai
Hath Milakar Chhod Na Dena
Najuk Dil Hai Tod Na Dena
Haye Tod Na Dena
Sath Hamara Chhod Na Dena
Sath Hamara Chhod Na Dena

Ye Duniya Hai Pyar Ki Dushman
Sab Hai Lutere Kaun Khiwaiya
Ye Duniya Hai Pyar Ki Dushman
Sab Hai Lutere Kaun Khiwaiya
Jeevan Ke Majdhar Mein Dekho
Doob Na Jaye Pyar Ki Naiya
Naiya Ka Rukh Mod Na Dena
Naiya Ka Rukh Mod Na Dena
Najuk Dil Hai Tod Na Dena
Haye Tod Na Dena
Sath Hamara Chhod Na Dena
Sath Hamara Chhod Na Dena
Najuk Dil Hai Tod Na Dena
Haye Tod Na Dena
Sath Hamara Chhod Na Dena
Sath Hamara Chhod Na Dena.

Share your thoughts

No Keywords