Naam Tera Hai Zaban Par Lyrics | Dastan | Suraiya | Naushad

Naam Tera Hai Zaban Par Lyrics | Dastan | Suraiya | Naushad

O naam tera hai zuba par yad teri dil me hai
Janewale ab to aaja zindagi mushkil me hai
Zindagi mushkil me hai
Naam tera hai zuba par yaad teri dil me hai
Janewale ab to aaja zindagi mushkil me hai
Zindagi mushkil me hai

Dil ka jo anzam hona tha wahi aakhir hua
Chand armano ka mere badliyo me chup gaya
Chup gaya
Ab andhera hi andhera pyar ki mehfil me hai
Janewale ab to aaja zindagi mushkil me hai
Zindagi mushkil me hai

Rah gayi rah gayi
Fariyad bankar fariyad bankar
Wo khushi ki dasta
Wo khushi ki dasta
Tere gum ko dil me lekar hum to baithe hai yaha
Hai yaha
Dil ke malik tu na jane kaun si manzil me hai
Aye janewale ab to aaja zindagi mushkil me hai
Zindagi mushkil me hai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *