Naago Ka Sansar Yahi Hai Lyrics | Sati Pariksha | Asha Bhosle | Sanmukh Babu

Naago ka sansar yahi hain naago ka sansar

Amrit ka bhandar yahin hain amrit ka bhandar

Aa aa aa aa aa aa

Maun khol kar dekh saloni
Kdam kadam hain pyar
Saloni kdam kadam hain pyar
Preet ka geet sunaake
Jaag uthe sansar sajni
Sajni jaag uthe sansaar
Naago ka sansar yahi hain naago ka sansar
Naago ka sansar yahi hain naago ka sansar
Aa aa aa aa aa aa

Naag lok ke dware aayi ek pardeshi naar ho
Ek pardeshi naar
Been bajakar manwa pukare
Sajle tu shrinagar ho sajle tu shrinagar
Aa aa aa aa aa aa
Ek baar to hans ke basale sapno ka sansar
Basa le sapno ka sansar
Naago ka sansar yahi hain naago ka sansar
Naago ka sansar yahi hain naago ka sansar
Aa aa aa aa aa aa

Saja liya hain aaj hamare armano ne saaj ho
Armano ne saaj
Lo chha gaye tere kadmo par
Naag lok ka raaj ho naag lok ka raaj
Aa aa aa aa aa aa
Nago ki basti me saja le masti ka tyohar ho
Saja le masti ka tyohar
Naago ka sansar yahi hain naago ka sansar
Amrit ka bhandar yahin hain amrit ka bhandar
Naago ka sansar yahi hain naago ka sansar
Aa aa aa aa aa aa

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *