Naadan Na Ban O Matwale Lyrics | Rangeela | Mohammed Rafi | Jamal Sen

Naadan Na Ban O Matwale Lyrics | Rangeela | Mohammed Rafi | Jamal Sen

Naadan na ban aye matwale
Kyo husan pe yu diwana hain
Are kuchh hath nahi aane wala
Pachhatana hi pachhatana hain
Kuchh hath nahi aane wala
Pachatana hi pachatana hani

Aa aa aa aa
Chhedna yu rah chalte
Gair ko achcha nahi
Khopadi par pair ke
Juti na pad jaye kahi
Mane na mane teri marji
Par kam mera samjhana hai
Kuch hath nahi aane wala
Pachatana hi pachatana hain

Aa aa aa aa
Teri tirchhi najar ko
Dekhate hain dekhne wale
Samjhe
Ha samjh gaye samjh gaye bola
Kahi aisa na ho
Pad jaye teri jaan ke lale
Hain kam bura in kamo ko
Anjam kachari thana hai
Kuch hath nahi aane wala
Pachatana hi pachatana hain

Gale padne ki aadat
Husn walo ko nahi bhati
Mohabbat aap hoti hai
Mohabbat ki nahi jaati
Kya baat hain bandhu
Ye pyar najar ka dhokha hain
Ye dil ko fakat bahlana hai
Kuch hath nahi aane wala
Pachatana hi pachatana hain

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *