Na Wo Humare Na Dil Humara Lyrics | Dil – E – Nadan | Sudha Malhotra | Ghulam Mohammad

Na Wo Humare Na Dil Humara Lyrics | Dil – E – Nadan | Sudha Malhotra | Ghulam Mohammad

Na wo humare
Na dil humara
Kahin bhi apna nahi thikana
Kahin bhi apna nahi thikana
Kahin bhi apna nahi thikana

Ye kisko malum kya banega
Ye kisko malum kya banega
Parayi daali se aashiyana
Parayi daali se aashiyana
Kahin bhi apna nahi thikana

Khushi mohabbat ki khwaish
Humari kismat kharab nikli
Na hum bure hai
Na wo bure hai
Agar bura to hai humara
Agar bura to hai humara
Kahin bhi apna nahi thikana

Hum unko apna bana rahe the
Hawa me deepak jala rahe the
Ye kya magar khushi hai jinki
Galat hai umar dar ka fasana
Galat hai umar dar ka fasana
Kahin bhi apna nahi thikana

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *