Na Socha Na Samjha Na Dekha Lyrics | Teer Aur Talwaar | Asha Bhosle, Mahendra Kapoor | Nisar

Na Socha Na Samjha Na Dekha Lyrics | Teer Aur Talwaar | Asha Bhosle, Mahendra Kapoor | Nisar

Na socha na samjha na dekha na jana
Na socha na samjha na dekha na jana
Mujhay aa gaya khud bekhud dil lagana
Mujhay aa gaya khud bekhud

Zara zara dekh kar apna jalwa dikhana
Simat kar yahi aa na jaye zamaana
Simat kar yahi aa na jaye zamaana

Jaban par jaban par lagi hai wafaao ki
Jaban par jaban par lagi hai wafaao ki mohare
Khamoshi meri kah rahi hai fasana
Khamoshi meri kah rahi

Gulo tak na chayi to asha hai lekin
Hai dushwar kaanto se damen bachana
Hai dushwar kaanto se damen bachana

Karo lakh tum matam me na jawaani
Kabhi rab nahi aayega wo zamaana

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *