Na Salaam Yaad Rakhna Lyrics  | Mere Humdum | Shabbir Kumar | Nadeem Saifi, Shravan Rathod

Na Salaam Yaad Rakhna Lyrics | Mere Humdum | Shabbir Kumar | Nadeem Saifi, Shravan Rathod

Na salaam yaad rakhna
Na payaam yaad rakhna
Na salaam yaad rakhna
Na payaam yaad rakhna
Agar ho sake jo tumse
Agar ho sake jo tumse
Mera naam yaad rakhna
Mera naam yaad rakhna
Na salaam yaad rakhna
Na payaam yaad rakhna

Jahan humse tum mile the
Jahan dil ke ghul khile the
Jahan humse tum mile the
Jahan dil ke ghul khile the
Ye ilteza hain meri
Ye ilteza hain meri
Koi shyaam yaad rakhna
Agar ho sake jo tumse
Agar ho sake jo tumse
Mera naam yaad rakhna
Mera naam yaad rakhna

Mujhe pyaar ka nasha hain
Yehi tumse keh rahan hain
Mujhe pyaar ka nasha hain
Yehi tumse keh rahan hain
Jo nazar se pee liya thaa
Jo nazar se pee liya thaa
Wohi jhaam yaad rakhna
Agar ho sake jo tumse
Agar ho sake jo tumse
Mera naam yaad rakhna
Mera naam yaad rakhna

Woh jawan jawan iraade
Woh haseen haseen waade
Woh jawan jawan iraade
Woh haseen haseen waade
Mujhe chahat bhul jaana
Mujhe chahat bhul jaana
Woh tamam yaad rakhana
Agar ho sake jo tumse
Agar ho sake jo tumse
Mera naam yaad rakhna
Mera naam yaad rakhna
Na salaam yaad rakhna
Na payaam yaad rakhna.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *