Aa Aa Aa
Na Sathi Hain Na Manjil Ka Pata Hain
Na Sathi Hain Na Manjil Ka Pata Hain
Ye Duniya Raasta Hi Raasta Hain
Na Sathi Hain Na Manjil Ka Pata Hain
Ye Duniya Raasta Hi Raasta Hain
Na Sathi Hain
Kali Hu Mushkurana Chahti Hu
Hawa Hu Gungunana Chahti Hu
Akele Chindagi Katati Nahi Hain
Koi Sathi Banana Chahti Hu
Suna Hain Dil Ko Dil Pahchanta Hain
Na Sathi Hain Na Manjil Ka Pata Hain
Ye Duniya Raasta Hi Raasta Hain
Na Sathi Hain
Bhatakti Mauj Sahil Dhundati Hain
Ye Samma Apni Mehfil Dhundati Hain
Mohabbat Fir Rahi Hain Besahara
Koi Masoom Sa Dil Dhundati Hain
Mukaddar So Gaya Gam Jagta Hain
Na Sathi Hain Na Manjil Ka Pata Hain
Ye Duniya Raasta Hi Raasta Hain
Na Sathi Hain Na Sathi Hain Na Sathi Hain
Na Saathi Hai Na Manzil Ka Pata, Ye Duniya Raasta Hi Raasta Hai Song Lyrics from the movie/album Badnam Farishte released in the year 2018 starring Rajesh Khanna, Sharmila Tagore. The song Na Saathi Hai Na Manzil Ka Pata, Ye Duniya Raasta Hi Raasta Hai was sung by Asha Bhosle. This movie/album was directed by Qamar Narvi. The music was given by N Datta. The lyrics were Penned by Asad Bhopali
Share your thoughts