Na Mang Diya Gora Lyrics | Kaise Kaise Rishte | Alka Yagnik | Nadeem Shravan

Na Mang Diya Gora Lyrics | Kaise Kaise Rishte | Alka Yagnik | Nadeem Shravan

Na mangdiya gora te na mangdiya kaala
Na mangdiya gora te na mangdiya kaala
Na mangdiya gora te na mangdiya kaala
Mera dilbar jaani
Mera dilbar jaani to hoga kismat waala
Na mangdiya gora te na mangdiya kaala
Na mangdiya gora te na mangdiya kaala
Mera dilbar jaani to hoga kismat waala
Na mangdiya gora te na mangdiya kaala

Use mai dil ki nishaani dungi
Jo wo maangega jawaani dungi
Use mai dil ki nishaani dungi
Jo wo maangega jawaani dungi
Rabba mere rabba mai to khaa ke kasam kahti hu
Na mangdiya kadka aur na to paise waala
Na mangdiya kadka aur na to paise waala
Na mangdiya kadka aur na to paise waala
Mera dilbar jaani
Mera dilbar jaani to hoga kismat waala
Na mangdiya gora te na mangdiya kaala

Adaa se usko rijhaungi mai
Kabhi rutha to manaaungi mai
Adaa se usko rijhaungi mai
Kabhi rutha to manaaungi mai
Uski hi yaado me hardam mai khoyi rahti hu
Na mangdi bedardi aur na to bhola bhala
Na mangdi bedardi aur na to bhola bhala
Na mangdi bedardi aur na to bhola bhala
Mera dilbar jaani oye oye
Mera dilbar jaani to hoga kismat waala
Na mangdiya gora te na mangdiya kaala
Na mangdiya gora te na mangdiya kaala
Mera dilbar jaani to hoga kismat waala
Na mangdiya gora te na mangdiya kaala
Na mangdiya gora te na mangdiya kaala

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *