Na Mai Boli Na Woh Bole Lyrics | Man Tera Tan Mera | Asha Bhosle | Sapan Jagmohan

Na Mai Boli Na Woh Bole Lyrics | Man Tera Tan Mera | Asha Bhosle | Sapan Jagmohan

Na mai boli na wo bole bhed nazar ne saare khole
Na mai boli na wo bole bhed nazar ne saare khole

Julmi ne has ke milaye mose naina
Man me kasak uthi lut gaya chaina
Julmi ne has ke milaye mose naina
Man me kasak uthi lut gaya chaina
To sharmili kaliya ban gaye naina bhole bhole
Na mai boli na wo bole bhed nazar ne saare khole

Saj gayi bindiya sawar gaya kajra
Khul gaye ankhiyo me kaare kaare badra
Saj gayi bindiya sawar gaya kajra
Khul gaye ankhiyo me kaare kaare badra
Aise laage jaise tan me ek bijuriya dole
Na mai boli na wo bole bhed nazar ne saare khole
Na mai boli na wo bole bhed nazar ne saare khole

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *