Na Kisi Ki Aankh Ka Nur Hu Song Lyrics from the movie/album Noor-e-ilahi released in the year 2018. The song Na Kisi Ki Aankh Ka Nur Hu was sung by Anwar. The music was given by Bablu Dheeraj. The lyrics were Penned by Bahadur Shah Zafar

Na Kisi Ki Aankh Ka Nur Hu Lyrics

Na Kisi Ki Aankh Ka Nur Hu
Na Kisi Ke Dil Ka Karar Hu
Jo Kisi Ke Na Kam Aa Sake
Mai Wo Ek Muste Gulbahar Hu
Na Kisi Ki Aankh Ka Nur Hu

Mera Rang Rup Bigad Gaya
Mera Yaar Mujhse Bichhad Gaya
Jo Chman Fiza Se Ujad Gaya
Jo Chman Fiza Se Ujad Gaya
Mai Usi Ki Fasle Bahar Hu

Koi Sath Ha Koi Aaye Kyu
Koi Char Phul Chadaye Kyu
Koi Aaye Kyu Koi Char Phul Chadaye Kyu
Koi Aake Sama Jalaye Kyu
Koi Aake Sama Jalaye Kyu
Mai Bekasi Ka Nazar Hu
Na Kisi Ki Aankh Ka Nur Hu
Na Kisi Ke Dil Ka Karar Hu

Share your thoughts

Lyrics, Heera gold, Tera kya banega bande naat lyrics, Tu mila to haina lyrics, Heera new naat, Music video with lyrics, Neeraj, Naat with lyrics, Heera gold naat, Heera gold new naat, Nooran sisters kulli rah wich, Nooran sisters qawali, Nooran sisters sufi live, Nooran sister, Nooran sisters, Nooran sister song, Nooran sisters live, Nooran sisters sufi, Nooran sisters 2020, Nooran sisters best, Best nooran sisters, Teri to re beera roti lyai main su nirna basi re