Na Keh Saaqi
Bahaar Aane Ke Din Hai
Na Keh Saaqi
Bahaar Aane Ke Din Hai
Na Keh Saaqi
Bahaar Aane Ke Din Hai
Jigar Ke Daag
Chhil Jaane Ke Din Hai
Jigar Ke Daag
Chhil Jaane Ke Din Hai
Ada Sikho
Ada Aane Ke Din Hai
Ada Sikho
Ada Aane Ke Din Hai
Ada Sikho
Ada Aane Ke Din Hai
Abhi To Dur
Sharmane Ke Din Hai
Abhi To Dur
Sharmane Ke Din Hai
Gareba Dhundhte Hai Hath Mere
Gareba Dhundhte Hai Hath Mere
Chaman Me Phul Khil Jane Ke Din Hai
Chaman Me Phul Khil Jane Ke Din Hai
Na Keh Saaqi
Bahaar Aane Ke Din Hai
Tumhe Raaz-e-mohabbat Kya Bataaye
Tumhe Raaz-e-mohabbat Kya Bataaye
Tumhe Raaz-e-mohabbat Kya Bataaye
Tumhare Khelne Khaane Ke Din Hai
Tumhare Khelne Khaane Ke Din Hai
Ghataaye Udi Udi Keh Rahi Hai
Ghataaye Udi Udi Keh Rahi Hai
Maye Angur Khichwane Ke Din Hai
Na Keh Saaqi
Bahaar Aane Ke Din Hai
Na Keh Saaqi
Bahaar Aane Ke Din Hai
Jigar Ke Daag
Chhil Jaane Ke Din Hai
Na Kah Saaqi Bahar Aane Ke Din Hai Song Lyrics from the movie/album Visions (Jagjit Singh) released in the year 2018. The song Na Kah Saaqi Bahar Aane Ke Din Hai was sung by Jagjit Singh. The music was given by Jagjit Singh. The lyrics were Penned by Bekhud Dehlvi
Share your thoughts