Na Jane Kahan Ab Kadam Le Chale Lyrics | Khuda Ka Banda | Geeta Dutt | S N Tripathi

Na Jane Kahan Ab Kadam Le Chale Lyrics | Khuda Ka Banda | Geeta Dutt | S N Tripathi

Barbad kiya o ha barbad kiya
Jab tak bhi rahe meri wafao ko kare yaad
Na jane kaha ab kadam le chale
Na jane kaha ab kadam le chale
Tumhare bichhadne ka gam le chale hai
Tumhare bichhadne ka gam le chale hai

Tumhare rahenge jaha bhi rahe hum
Tumhare rahenge jaha bhi rahe hum
Tumhe yaad kar kar ke niklega ye dam
Tumhe yaad kar kar ke niklega ye dam
Jo khayi thi humne kasam le chale hai
Tumhare bichhadne ka gam le chale hai
Na jane kaha ab kadam le chale
Tumhare bichhadne ka gam le chale hai

Kidhar jaye gam ka andhera hai har taraf
Kidhar jaye gam ka andhera hai har taraf
Mukadar me likhe mithe aansu
Mukadar me likhe mithe aansu
Na tumne diye hai na hum le chale hai
Tumhare bichhadne ka gam le chale hai
Na jane kaha ab kadam le chale
Tumhare bichhadne ka gam le chale hai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *