Na Jaane Kya Jadoo Kiya Song Lyrics from the movie/album Mitti released in the year 2016 starring Ferdous Ahmed, Sharbani Mukherji. The song Na Jaane Kya Jadoo Kiya was sung by Sonu Nigam. This movie/album was directed by Iqbal Durrani. The music was given by Monty Sharma. The lyrics were Penned by Mehboob Alam Kotwal. The music rights for song purely belongs to Venus Records

Na Jaane Kya Jadoo Kiya Lyrics

Na Jane Kya Jadu Kiya Tune
Dil Deewana Ho Gaya
Aaja Ab To Aaja Ab To Aaja Ab To
Aaja Meri Jaa
Ye Jo Pyari Si Tadap Hai
Yahi Pyar Hai
Anjana Jo Mere Pyar Se
Mera Yaar Hai
Na Jane Kya Jadu Kiya Tune
Dil Deewana Ho Gaya
Aaja Ab To Aaja Ab To Aaja Ab To
Aaja Meri Jaa

Pyar Ka Main Gau Tarana
Tujhe Jo Pukaru Mai Deewana
Dil Ki Sada Hai Aashikana
Ye Jo Mere Dil Ki Sada Hai
Yahi Pyar Hai
Anjana Meri Sada Se
Mera Yaar Hai
Na Jane Kya Jadu Kiya Tune
Dil Deewana Ho Gaya
Aaja Ab To Aaja Ab To Aaja Ab To
Aaja Meri Jaa

Tujhe Sonp Du Zindagi Main
Tujhpe Luta Du Har Khushi Main
Teri Hi Karu Bandagi Main
Ye Jo Mere Dil Mein Wafa Hai
Yahi Pyar Hai
Anjana Meri Wafa Se
Mera Yaar Hai
Na Jane Kya Jadu Kiya Tune
Dil Deewana Ho Gaya
Aaja Ab To Aaja Ab To Aaja Ab To
Aaja Meri Jaa
Ye Jo Pyari Si Tadap Hai
Yahi Pyar Hai
Anjana Jo Mere Pyar Se
Mera Yaar Hai
Na Jane Kya Jadu Kiya Tune
Dil Deewana Ho Gaya
Aaja Ab To Aaja Ab To Aaja Ab To
Aaja Meri Jaa.

Share your thoughts

Ferdous ahmed, Sharbani mukherjee, Na jaane kya jadoo kiyalyrics, Na jaane kya jadoo kiya songs, Na jaane kya jadoo kiya, Bedana fati jabe | purulia bangla song | shiva music hamar jharkhand, Mitti jukebox, Monty sharma, Mitti, Sharbani mukherjee music video, Sharbani mukherjee songs, Dhol baaje lyrics, Sharbani mukherjee video, Gaane sune ansune, Taanke pad gaye saare, Filmi gaane songs, Purane hindi gaane, Music video with lyrics, Hindi gaane