Na Idhar Dekhna Na Udhar Dekhna Song Lyrics from the movie/album Hercules released in the year 2018 starring Dara Singh, Nishi. The song Na Idhar Dekhna Na Udhar Dekhna was sung by Asha Bhosle. This movie/album was directed by Shriram. The music was given by N Datta. The lyrics were Penned by Anand Bakshi

Na Idhar Dekhna Na Udhar Dekhna Lyrics

Na Idhar Dekhna Na Udhar Dekhna
Kya Ishara Kare Ye Najar Dekhna
Dekhna Kya Hota Hai
Dekhta Kya Hota Hai
Dekhta Kya Hota Hai

Kaun Jane Ki Kya Hona Hai
Muskurana Hai Ki Rona Hai
Aaj Ki Sab Soch Le Ye Tu
Jagna Hai Ke Bas Sona Hai
Aag Lag Jaye Na Bekhabar Dekhna
Dekhna Kya Hota Hai
Dekhta Kya Hota Hai
Dekhta Kya Hota Hai
Na Idhar Dekhna Na Udhar Dekhna
Kya Ishara Karegi Najar Dekhna
Dekhna Kya Hota Hai
Dekhna Kya Hota Hai
Dekhna Kya Hota Hai

Hamne Mana Ke Sau Pahre Hai
Ye Andhere Bade Gahre Hai
Samne Tez Aaftaabo Ki
Ye Andhere Kabhi Thahre Hai
Muskuraake Rahegi Sehar Dekhna
Dekhna Kya Hota Hai
Dekhta Kya Hota Hai
Dekhna Kya Hota Hai
Na Idhar Dekhna Na Udhar Dekhna
Kya Ishara Karegi Najar Dekhna
Dekhna Kya Hota Hai
Dekhna Kya Hota Hai
Dekhna Kya Hota Hai

Aasma Se Khabar Aayi Hai
Ke Kayamat Idhar Aayi Hai
Sab Gunehgar Kaanp Uthe Hai Yun
Maut Shayad Najar Aayi Hai
Mai Jidhar Dekhu Sare Udhar Dekhna
Dekhna Kya Hota Hai
Dekhna Kya Hota Hai
Dekhna Kya Hota Hai
Na Idhar Dekhna Na Udhar Dekhna
Kya Ishara Karegi Najar Dekhna
Dekhna Kya Hota Hai
Dekhna Kya Hota Hai
Dekhna Kya Hota Hai

Share your thoughts

Na idhar dekhna na udhar dekhna, Udhar tum haseen ho idhar dil jawaan hai, Asha bhosle, Rampat harami ka hot programe |, Sapere khela | purulia bangla song | shiva music amar bangla, Sukh karta dukh harta full aarti, Sukh karta dukh harta, Bhawai das | purulia bangla song | shiva music amar bangla, Sukh karta dukh harta aarti, Khatu shyam bhajan lyrics, Krishna bhajna with lyrics, Khatu shyam bhajan with lyrics, Tere husn ki kya tarif karun lyrics