Na Do Hum Ko Ilzaam
Ke Hum Peete Hain
Na Do Hum Ko Ilzaam
Ke Hum Peete Hain
Rehne Do Pee Ke Hi To
Janab Hum Jeete Hain
Na Do Hum Ko Ilzaam
Ke Hum Peete Hain
Zindagi Se Hume Bhi Bahut Pyar Tha
Hosh Mein Reh Ke Par Jeena Dushwar Tha
Hosh Mein Reh Ke Par Jeena Dushwar Tha
Chhodo Na Wo Zindagi Hain Ajaab
Hum Jeete Hain
Na Do Hum Ko Ilzaam
Ke Hum Peete Hain
Rehne Do Pee Ke Hi To
Janab Hum Jeete Hain
Mera Ban Ke Mujhe Tokta Jo Koi
Main Na Aati Yaha Rokta Jo Koi
Main Na Aati Yaha Rokta Jo Koi
Chhodo Na Ye Ghamo Ka Hisab
Hum Jeete Hain
Na Do Hum Ko Ilzaam
Ke Hum Peete Hain
Rehne Do Pee Ke Hi To
Jana Hum Jeete Hain
Pura Jab Tak Irada Karenge Nahin
Pee Ke Bhi Ye Zaher Hum Marenge Nahin
Pee Ke Bhi Ye Zaher Hum Marenge Nahin
Hone Do Haal Apna Kharab
Hum Jeete Hain
Na Do Hum Ko Ilzaam
Ke Hum Peete Hain
Rehne Do Pee Ke Hi To
Jana Hum Jeete Hain
Na Do Hum Ko Ilzaam
Ke Hum Peete Hain
Na Do Hum Ko Ilzaam Song Lyrics from the movie/album Begunaah released in the year 2018 starring Rajesh Khanna, Ashok Kumar. The song Na Do Hum Ko Ilzaam was sung by Asha Bhosle. The music was given by Rajesh Roshan. The lyrics were Penned by Nida Fazli
Share your thoughts