Na Dar Sanam Laga Bhi De Song Lyrics from the movie/album Aakhri Dao released in the year 2016 starring Nutan, Shekhar. The song Na Dar Sanam Laga Bhi De was sung by Asha Bhosle. This movie/album was directed by Mahesh Kaul. The music was given by Madan Mohan Kohli. The lyrics were Penned by Majrooh Sultanpuri. The music rights for song purely belongs to Saregama

Na Dar Sanam Laga Bhi De Lyrics

Na Darr Sanam Laga Bhi Le
Ke Teri Zindagi Ka Hai Yeh
Aakhri Dao Aakhri Dao
Na Darr Sanam Laga Bhi Le
Ke Teri Zindagi Ka Hai Yeh
Aakhri Dao Aakhri Dao
Na Darr Sanam Yeh Laga Bhi Le

Chume Tere Haath Ko
Aaj Kaamyaabiya
Jeetta Chal Hi Ja
Baajio Pe Baajiya
Chume Tere Haath Ko
Aaj Kaamyaabiya
Jeetta Chal Hi Ja
Baajio Pe Baajiya
Badhake Haath Maar
Are Hoke Sab Ki Haar
Tera Sitaara Aaj Kal
Hai Sun Teri Kasam
Na Darr Sanam Yeh Laga Bhi Le
He Ke Teri Zindagi Ka Hai Yeh
Aakhri Dao Aakhri Dao
Na Darr Sanam Yeh Laga Bhi Le

Tere Dil Mein Dhadkane
Mere Lab Pe Geet Hai
Jeet Ik Teri Nahi Yeh
Meri Bhi Jeet Hai
Tere Dil Mein Dhadkane
Mere Lab Pe Geet Hai
Jeet Ik Teri Nahi
Yeh Meri Bhi Jeet Hai
Milake Dil Kahin Aji Haarate Nahi
Banegi Milake Kismate
Na Kar Jar Bhi Gham
Na Darr Sanam Yeh Laga Bhi Le
He Ke Teri Zindagi Ka Hai Yeh
Aakhri Dao Aakhri Dao
Na Darr Sanam Laga Bhi Le

Jo Na Dekh Paaye Toh
Dushmano Ke Jaal Ko
Aa Meri Nigaah Se
Dekh Sab Ki Chaal Ko
Jo Na Dekh Paaye Toh
Dushmano Ke Jaal Ko
Aa Meri Nigaah Se
Dekh Sab Ki Chaal Ko
Yun Na Sar Jhuka
Are Ab To Ye Hata
Na Ladkhada Na Dagmaga
Hai Tere Saath Hum
Na Darr Sanam Yeh Laga Bhi Le
He Ke Teri Zindagi Ka Hai Yeh
Aakhri Dao Aakhri Dao
Na Darr Sanam Yeh Laga Bhi Le.

Share your thoughts

Madan mohan songs, Purulia bangla song - agey ami jemni chili | shiva music sonar bangla, Lyrics halud pakhi, Holud pakhi cactus lyrics, Halud pakhi lyrics, Neel gagan ki chhaon mein dance, Neel gagan ki chhaon mein karaoke, Rakhal raja bagan, Neel gagan ki chhaon mein, Neel gagan ki chhaon mein hd, Kishore kumar and asha bhosle songs, Pata nahi konsa nasha karta hai, Boi deshiya najan sariya dance performance, O pata nahi konsa nasha karta hai