Na Chhedo Kal Ke Afsane Lyrics  | Raat Aur Din | Nargis, Pradeep Kumar | Lata Mangeshkar | Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Na Chhedo Kal Ke Afsane Lyrics | Raat Aur Din | Nargis, Pradeep Kumar | Lata Mangeshkar | Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Na chedo kal ke afsane
Karo is raat ki batein
Chalakane do ye paimaane
Karo is raat ki baate
Na chedo kal ke afsane

Na phir ye raat aayegi
Na dil uchalega seene me
Na phir ye raat aayegi
Na dil uchalega seene me
Na hogi rang be mehphil
Na aisa rang jine me
Milenge kab ye diwane
Karo is raat ki baate
Na chedo kal ke afsane

Har ek din kal ka zagada hai
Har ek din kal ka hai rona
Har ek din kal ka zagada hai
Har ek din kal ka hai rona
Ye ghadiyan raat ki tum bhi
Na auro ki tarah khona
Jo kal hoga khuda jane
Karo is raat ki baate
Na chedo kal ke afsane

Karo woh baat jisase boz dil ka dur ho jaye
Karo woh baat jisase boz dil ka dur ho jaye
Karo o jikra jisase bekasi kabhur ho jaye
Mile hai dil to behlane
Karo is raat ki baate

Na chedo kal ke afsane
Karo is raat ki batein
Chalakane do ye paimaane
Karo is raat ki baate
Na chedo kal ke afsane.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *