Na Chedo Kal Ke Afsane Lyrics | Raat Aur Din | Lata Mangeshkar | Shankar-Jaikishan

Na chedo kal ke afsane, karo is raat ki batein
Chalakane do ye paimaane, karo is raat ki baate
Na chedo kal ke afsane

Na phir ye raat aayegi, na dil uchalega seene me – (2)
Na hogi rang be mehphil, na aisa rang jine me
Milenge kab ye diwane, karo is raat ki baate
Na chedo kal ke afsane

Har ek din kal ka zagada hai,har ek din kal ka hai rona – (2)
Ye ghadiyan raat ki tum bhi, na auro ki tarah khona
Jo kal hoga khuda jane, karo is raat ki baate
Na chedo kal ke afsane

Karo o baat jisase boz dil ka dur ho jaye – (2)
Karo o jikra jisase bekasi kabhur ho jaye
Mile hai dil to behlane, karo is raat ki baate

Na chedo kal ke afsane, karo is raat ki batein
Chalakane do ye paimaane, karo is raat ki baate
Na chedo kal ke afsane

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *