Na Aasman Na Sitare Fareb Dete Song Lyrics from the movie/album Neela Aakash released in the year 2016 starring Dharmendra, Mala Sinha. The song Na Aasman Na Sitare Fareb Dete was sung by Lata Mangeshkar. This movie/album was directed by Rajendra Bhatia. The music was given by Madan Mohan Kohli. The lyrics were Penned by Raja Mehdi Ali Khan. The music rights for song purely belongs to Saregama

Na Aasman Na Sitare Fareb Dete Lyrics

Na Aasman Na Sitare
Fareb Dete Hai
Na Aasman Na Sitare
Fareb Dete Hai
Hame To Apne Sahare
Fareb Dete Hai
Na Aasman Na Sitare
Fareb Dete Hai
Hamein To Apne Sahare
Fareb Dete Hai
Na Aasmaan

Bahar Hasti Huyi
Kyun Chaman Me Aati Hai
Bahar Hasti Huyi
Kyun Chaman Me Aati Hai
Ye Char Din Ke Liye
Phul Kyu Khilati Hai
Nazar Ko Kyu Ye
Nazare Fareb Dete Hai
Hame To Apne Sahare
Fareb Dete Hai
Na Aasmaan

Lagi Hai Aag Khud
Apne Hi Aashiyane Se
Lagi Hai Aag Khud
Apne Hi Aashiyane Se
Woh Budnaseeb Gila
Kya Kare Zamane Se
Ke Jisko Apne Hi Pyare
Fareb Dete Hai
Hame To Apne Sahare
Fareb Dete Hai
Na Aasman Na Sitare
Fareb Dete Hai
Hame To Apne Sahare
Fareb Dete Hai
Na Aasman.

Share your thoughts

Sheeshe se pee ya paimane se pee | asha bhosle | music ravi | phool aur patthar, Dharmendra.hema malini.music director: roshan, Lata mangeshka, Kishore kumar.mukesh.mohammed rafi.o.p.nayyar, Kalyanji anand ji.laxmikant pyarelal.manna dey.r.d.burman.bollywood.rajesh khanna, Asha bhosle, Playstore|google|whatsapp|tiktok|kashmir|india|donald|trump|hindi|gaane|h.d.video|