Muskura Ke Zakhm Khana Aa Gaya Lyrics | Zindagi | Lata Mangeshkar | Mohammed Shafi

Muskura Ke Zakhm Khana Aa Gaya Lyrics | Zindagi | Lata Mangeshkar | Mohammed Shafi

Nam hotho pe tera
Dil me teri yad rahe
Hum rahe ya na rahe
Pyar ye aabad rahe muskura ke
Muskura ke zakhm khana aa gaya
Muskura ke zakhm khana aa gaya

Naaz ulfat ka uthana
Naaz ulfat ka uthana aa gaya
Muskura ke zakhm khana aa gaya

Mudke tera dekhna ye bar bar
Jate jate laut aati hai bahar
Phul kato me khilana aa gaya
Muskura ke zakhm khana aa gaya

Jano dil se sadke kiye jate hai hum
Tumko aankho me liye jate hai hum
Aarzu ka ghar sajana aa gaya
Muskura ke zakhm khana aa gaya
Muskura ke zakhm khana aa gaya
Naaz ulfat ka uthana
Naaz ulfat ka uthana aa gaya
Muskura ke zakhm khana aa gaya
Muskura ke zakhm khana aa gaya

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *