Musafir Song Lyrics from the movie/album Lahore released in the year 2018 starring Aanaahad, Shraddha Das. The song Musafir was sung by M M Kareem. This movie/album was directed by Sanjay Puran Singh Chauhan. The music was given by M M Kareem. The lyrics were Penned by Panchhi Jalonvi

Musafir Lyrics

Sans Rukti Kaha Hai Kisi Ki Khatir
Ye Safar To Hai Bas Khudi Ki Khatir
Lamha Lamha Jindagi Ka
Lamha Lamha Jindagi Ka Hai Akhir
Musafir Hai Musafir
Musafir Hai Musafir
Musafir Hai Musafir
Musafir Hai Musafir

Chalte Hai Wo Bhi Jo Tham Jate Hai
Rasto Se Bhi Aage Kadam Jate Hai
Koi Thahra Kaha Hai Bata Fir
Koi Thahra Kaha Hai Bata Fir
Lamha Lamha Jindagi Ka Hai Akhir
Musafir Hai Musafir
Musafir Hai Musafir
Musafir Hai Musafir
Musafir Hai Musafir

Barisho Ke Ye Mausam To Pal Bhar Rahe
Khushk Ankho Me Bheege Se Manjar Rahe
Ek Ahsas Ki Ungali Ko Tham Ke
Tay Kar Raha Hu Mai Marhale Shaam Ke
Marhale Shaam Ke
Marhale Shaam Ke
Lamha Lamha Jindagi Ka Hai Akhir
Musafir Hai Musafir
Musafir Hai Musafir
Musafir Hai Musafir
Musafir Hai Musafir

Jindagi Ko Sabhi Kuch Kaha Hai Mila
Sans Ka Har Kadam Deta Hai Ye Sada
Jo Na Mila Vo Maujud Harpal Raha
Wakt Mujhme Hai Thahra Mai Chalta Raha
Lamha Lamha Jindagi Ka Hai Akhir
Lamha Lamha Jindagi Ka Hai Akhir
Lamha Lamha Jindagi Ka Hai Akhir
Musafir Hai Musafir
Musafir Hai Musafir
Musafir Hai Musafir
Musafir Hai Musafir
Lamha Lamha Jindagi Ka Hai Akhir
Musafir Hai Musafir
Musafir Hai Musafir
Musafir Hai Musafir
Musafir Hai Musafir

Share your thoughts

Lahore, Kreem, Almesameh kareem, Qadri shoaib naeem saifi, Ramadan kareem, Al quran kareem, Mm kareem songs, Sufi naeem saifi, Asgharia qadeem amhat, Mohammad ka roza qareeb, Anjuman asgharia qadeem, Noha 2019 asgharia qadeem, Lahore the film, Lahore the movie, Iza ma qala li rabbi arabic lyrics, Tu nawazne pe aaye toh nawaz de zamane tu kareem hi, Awarapan banjarapan karaoke with lyrics, Kya karu ki yaad aati hai sunehri jaliyan lyrics