Mukhde Pe Tere Bijli Ki Chamak Lyrics | Aadhi Raat Ke Baad | Mohammed Rafi | Chitragupt

Mukhde Pe Tere Bijli Ki Chamak Lyrics | Aadhi Raat Ke Baad | Mohammed Rafi | Chitragupt

Mukhde pe tere bijli ki chamak
Julfo me ghata lahrati hai chal tham ke zara
Chal tham ke zara aye shola badan
Meri jaan nikalti jati hai chal tham ke zara

Har jalwa tera hai katil har ek ada dil lute
Har jalwa tera hai katil har ek ada dil lute
Hai chaal me tere jaise ek teer kama se chute
Jab chalti ho tum jab chalti ho tum
Kahte hai sabhi hat jao kayamat aati hai
Mukhde pe tere bijli ki chamak
Julfo ki ghata lahrati hai chal tham ke zara

Nagin ki tarah balkhati dalo na idhar tum fere
Nagin ki tarah balkhati dalo na idhar tum fere
Hai aas lagaye baithe hum jaise lakh sapere
Kitna bhi zahar kitna bhi zahar
Nagin me rahe jab been baje fas jati hai
Mukhde pe tere bijli ki chamak
Julfo me ghata lahrati hai chal tham ke zara

Dil chiz hai khone wali isko itna na sambhalo
Dil chiz hai khone wali isko itna na sambhalo
Aankho me basa lunga mai ye dil jo mujhe de dalo
Nadan ho tum nadan ho tum
Nadano se har chiz kahi kho jati hai
Mukhde pe tere bijli ki chamak
Julfo me ghata lahrati hai chal tham ke zara
Aye shola badan meri jaan nikalti jati hai
Chal tham ke zara

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *