Mujhse Bichhad Ke Dil Na Dukhana Song Lyrics from the movie/album Amar Rahe Ye Pyar. The song Mujhse Bichhad Ke Dil Na Dukhana was sung by Kavi Pradeep, Suman Kalyanpur. The music was given by C Ramchandra. The lyrics were Penned by Kavi Pradeep

Mujhse Bichhad Ke Dil Na Dukhana Lyrics

Bichhad Rahi Hai Do Mataye
Apne Nayan Bhigoke
Ek Ne Apna Hira Paya
Ek Khadi Hai Khoke

Mujhse Bichhad Ke Dil Na Dukhana – 2
Beta Mujhko Bhul Na Jana
Mai Teri Koi Nahi Re
Teri Koi Nahi

Jab Tu Apne Desh Ko Jana
Mujhko Mat Aawaz Lagana
Mai Teri Koi Nahi Re Teri Koi Nahi

(Jiska Khoya Hua Hai Dhan
Tu Aaj Usi Ka Ho) – (2)
Mai To Kato Me Rah Lungi
Tu Phulo Par So
Apni Maa Par Pyar Lutana
Mera Naam Na Muh Par Lana
Mai Teri Koi Nahi Re Teri Koi Nahi

(Tera Sukh Mere Sukh Se Bada Hai
Ja Pane Ghar Ja) – (2)
Teri Bhalai Ke Aage Mere
Pyar Ki Kimat Kya
Mera Tujhse Pyar Badhana
Tha Ek Khush Rahne Ka Bahana
Mai Teri Koi Nahi Re Teri Koi Nahi

(Jaha Kahi Bhi Rahe Tu Munna
Hardum Khush Rahna) – (2)
Sab Kuch Kahna Lekin Mujhko
Pathar Mat Kahna
Jis Din Puchhe Tujhse Jamana
To Bas Itni Baat Batana
Mai Teri Koi Nahi Re Teri Koi Nahi
Mujhse Bichhad Ke Dil Na Dukhana
Beta Mujhko Bhul Na Jana
Mai Teri Koi Nahi Re
Teri Koi Nahi

Share your thoughts

Mujhse bichhad ke dil na dukhana, Dilip kumar, Suman kalyanpur, Mujhse bichhad ke, Pradeep, Ramchandra baryanji dwivedi, Dilip kumar songs, Mujhse bichhad ke dil na, Suman kalyanpur hits, Suman kalyanpur songs, Mujhse bichhd k, Rajendra kumar, Rajendra kumar songs, Kishore kumar romantic songs, Kishore kumar and lata hit songs, Lakho log chale hainby pradeep, Kavi pradeep, Kavi pradeep hits, Kavi pradeep songs, Kishore kumar ke gane, Kishore kumar sad songs