Mujhko To Pina Hai Song Lyrics from the movie/album Upaasna released in the year 2018 starring Sanjay Khan, Mumtaz. The song Mujhko To Pina Hai was sung by Asha Bhosle. This movie/album was directed by Mohan. The music was given by Kalyanji Anandji. The lyrics were Penned by Indeevar

Mujhko To Pina Hai Lyrics

Bahut Der Ki Aane Me
Haye Re Kya Paya Tadpane Me
Pio Pilao Ji Bhar Ke
Aaye Ho Jab Maykhane Me
Pio Na Thodi Si
Pyas Meri Na Bujha Payega Ek Paimana
Pyas Meri Na Bujha Payega Ek Paimana
Mujhko To Pina Hai Maykhane Ka Maykhana
Pyas Meri Na Bujha Payega Ek Paimana

Mere Liye Mera Jivan Sapna Hai
Sapne Me Tu Kya Har Koi Apna Hai
Yahi Hai Jivan Tu Ji Le
Yahi Hai Jivan Tu Ji Le
Pal Pal Ka Tu Ras Pile Pile Ji Le
Dil Ko Na Rahne De Virane Ka Virana
Mujhko To Pina Hai Maykhane Ka Maykhana
Pyas Meri Na Bujha Payega Ek Paimana

Aur Bhi Hai Mere Rup Kai So Aise
Ek Hi Rat Me Tu Dekhega Sab Kaise
Kal Bhi Tune Na Pehchana
Kal Bhi Tune Na Pehchana
Aaj Bhi Tune Kab Jana Janu Jana
Samjhega Tu Kaise Diwane Ka Diwana
Mujhko To Pina Hai Maykhane Ka Maykhana
Pyas Meri Na Bujha Payega Ek Paimana
Mujhko To Pina Hai Maykhane Ka Maykhana
Maykhane Ka Maykhana

Share your thoughts

Kalyanji anandji hit songs, Kalyanji anandji, Kalyanji anandji songs, Asha bhosle, Asha bhosle songs, Pyar bhara dil tod gaye | kalyanji anandji | geets by kamal barot, Asha bhosle hit songs, Kalyanji anandji live concert, Best of kalyanji anandji songs, Humne tujhko pyar kiya hai jitna lata mangeshkar, Humne tujhko pyar kiya hai jitna, Mujhko to peeni hai, Gussa itna haseen hai to pyar kaise hoga lyrics, Anandji virji shah, Kalyanji virji shah, Asha bhosle songs hindi