Mujhe Yaad Hai Lyrics | Bedard Sanam (Kumar Vishu) | Kumar Vishu | Anil Sharma

Mujhe Yaad Hai Lyrics | Bedard Sanam (Kumar Vishu) | Kumar Vishu | Anil Sharma

Mujhe yaad hai aaj tak wo zamana
Mujhe yaad hai aaj tak wo zamana
Kisii naazani se wo milna milaana
Mujhe yaad hai aaj tak wo zamana
Mujhe yaad hai aaj tak wo zamana
Kisii naazani se wo milna milaana
Mujhe yaad hai aaj tak wo zamana
Aaj tak wo zamana

Wo hain saamne jo nadi ka kinaara
Wo hain saamne jo nadi ka kinaara
Wahin roj aati thi maahpaara
Wahin hain hamare milan ka thikana
Mujhe yaad hai aaj tak wo zamana
Mujhe yaad hai aaj tak wo zamana
Kisii naazani se wo milna milaana
Mujhe yaad hai aaj tak wo zamana
Aaj tak wo zamana

Suhaane wo din aur suhani wo raate
Suhaane wo din aur suhani wo raate
Wo unki zubaan par
Mohabbat ki baate
Wo chhu chhup ke unka mere paas aana
Mujhe yaad hai aaj tak wo zamana
Mujhe yaad hai aaj tak wo zamana
Kisii naazani se wo milna milaana
Mujhe yaad hai aaj tak wo zamana
Aaj tak wo zamana

Nigahon se bijali girana kisi ka
Nigahon se bijali girana kisi ka
Adaao se dil ko lubhana kisi ka
Wo sharmake danto me ungali dabana
Mujhe yaad hai aaj tak wo zamana
Mujhe yaad hai aaj tak wo zamana
Kisii naazani se wo milna milaana
Mujhe yaad hai aaj tak wo zamana
Aaj tak wo zamana

Wo uska charaag-emohabbat jalana
Wo uska charaag-emohabbat jalana
Mohabbat ki rashme wo kasme nibhane
Wo soye huye dil ke armaan jagana
Mujhe yaad hai aaj tak wo zamana
Mujhe yaad hai aaj tak wo zamana
Kisii naazani se wo milna milaana
Mujhe yaad hai aaj tak wo zamana
Mujhe yaad hai aaj tak wo zamana
Kisii naazani se wo milna milaana
Mujhe yaad hai aaj tak wo zamana
Aaj tak wo zamana
Aaj tak wo zamana

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *