Mujhe Tumse Mohabbat Hai Magar Mai Kah Nahi Sakta
Mujhe Tumse Mohabbat Hai Magar Mai Kah Nahi Sakta
Magar Mai Kya Karu Bole Bina Bhi Rah Nahi Sakta
Mujhe Tumse Mohabbat Hai Magar Mai Kah Nahi Sakta
Mere Khwabo Ki Shehjadi Jaha Tum Muskrati Ho
Bahare Kya Fijao Me Hajaro Gul Khilati Ho
Tumhe Jisne Bhi Dekha Hai Judayi Sah Nahi Sakta
Mujhe Tumse Mohabbat Hai Magar Mai Kah Nahi Sakta
Jamana Lakh Badal Ban Ke Chha Jaye Nigaho Par
Mohabbat Ka Ujala Phailta Jayega Raho Par
Mohabbat Chand Aisa Hai Kabhi Jo Gah Nahi Sakta
Mujhe Tumse Mohabbat Hai Magar Mai Kah Nahi Sakta
Mujhe Tumse Mohabbat Hai Magar Mai Kah Nahi Sakta Song Lyrics from the movie/album Bachpan released in the year 2018 starring Salim, Menka Irani. The song Mujhe Tumse Mohabbat Hai Magar Mai Kah Nahi Sakta was sung by Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Nazir. The music was given by Sardar Malik. The lyrics were Penned by Hasrat Jaipuri
Share your thoughts