Mujhe Pyaar Tumse Nahin Hai Song Lyrics from the movie/album Gharaonda released in the year 2016 starring Amol Palekar, Zarina Wahab. The song Mujhe Pyaar Tumse Nahin Hai was sung by Runa Laila. This movie/album was directed by Bhimsain Khurana. The music was given by Jaidev Kumar. The lyrics were Penned by Gulzar (Sampooran Singh Kalra). The music rights for song purely belongs to Saregama

Mujhe Pyaar Tumse Nahin Hai Lyrics

Tumhe Ho Naa Ho Mujhko To
Tumhe Ho Naa Ho Mujhko To Itnaa Yakeen Hai
Mujhe Pyaar Tumse Nahin Hai Nahin Hai
Mujhe Pyaar Tumse Nahin Hai Nahin Hai
Tumhe Ho Naa Ho Mujhko To Itnaa Yakeen Hai

Mujhe Pyaar Tumse Nahin Hai Nahin Hai
Magar Maine Ye Raaz Ab Tak Naa Jana
Ke Kyun Pyaari Lagtin Hain Baaten Tumhaari
Main Kyun Tumse Milne Ka Dhoondhoon Bahana
Kabhi Maine Chaha Tumhe Choo Ke Dekhoon
Kabhii Maine Chaha Tumhe Paas Lana
Magar Phir Bhi
Magar Phir Bhi Is Baat Kaa To Yakeen Hai
Mujhe Pyaar Tumse Nahin Hai Nahin Hai
Mujhe Pyaar Tumse Nahin Hai Nahin Hai
Tumhe Ho Naa Ho Mujhko To Itna Yakeen Hai

Phir Bhi Jo Tum Door Rahte Ho Mujhse
To Rahten Hain Dil Pe Udaasi Ke Saaye
Phir Bhi Jo Tum Door Rahte Ho Mujhse
To Rahten Hain Dil Pe Udaasi Ke Saaye
Koyi Khwaab Oonche Makaanon Se Jhaanke
Koyi Khwaab Baitha Rahe Sar Jhukaaye
Kabhi Dil Ki Raahon Mein Phaile Andhera
Kabhi Door Tak Raushni Muskuraaye
Magar Phir Bhi …
Magar Phir Bhi Is Baat Kaa To Yakeen Hai
Mujhe Pyaar Tumse Nahin Hai Nahin Hai
Mujhe Pyaar Tumse Nahin Hai Nahin Hai
Tumhe Ho Naa Ho Mujhko To Itna Yakeen Hai.

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Zarina wahab, Zarina wahab songs, Mujhe pyar tumse nahin hai nahin hai, Tumhe ho na ho mujhko toh itna yakeen hai, Mujhe pyar tumse nahin hai, Amol palekar zarina wahab songs, Amol palekar songs, Tumhe ho na ho karaoke with lyrics, Mujhe pyar tumse nahin hain gharonda, Runa laila, Tumhe ho na ho mujhko toh itna yakeen hai karaoke, Mujhe pyar tumse nahin hain, Amol palekar, Mujhe pyar tumse nahin hain(with dialogue), Gharaonda, Mujhe pyar tumse nahin hai with dialogue