Mujhe Maut De Ke Song Lyrics from the movie/album Aap Ke Paas released in the year 2016 starring Harendra Khurana. The song Mujhe Maut De Ke was sung by Harendra Khurana. The music was given by Harendra Khurana. The music rights for song purely belongs to Universal Music

Mujhe Maut De Ke Lyrics

Mujhe Maut De Ke Hayaat E Dil
Ye Nahi Sawaal Ke Kyaa Diya
Mujhe Maut De Ke Hayaat E Dil
Ye Nahi Sawaal Ke Kyaa Diya
Mere Haq Mein Teri Nigaah Ne
Mere Haq Mein Teri Nigaah Ne
Koi Faisla To Suna Diya
Mujhe Maut De Ke Hayaat E Dil

Meri Ghar Ki Shamma Gawa Hain
Kai Uljane Rahi Raat Bhar
Meri Ghar Ki Shamma Gawa Hain
Kai Uljane Rahi Raat Bhar
Kabhi Aah Ki Kabhi Khat Likha
Kabhi Aah Ki Kabhi Khat Likha
Kabhi Khat Ko Likh Ke Jala Diya
Mere Haq Mein Teri Nigaah Ne
Koi Faisla To Suna Diya
Mujhe Maut De Ke Hayaat E Dil

Kain Mod Aake Guzar Gaye
Na Buji Nigaah Ki Tashnagi
Kain Mod Aake Guzar Gaye
Na Buji Nigaah Ki Tashnagi
Kabhi Woh Na Moke Pe Aa Sake
Kabhi Woh Na Moke Pe Aa Sake
Kabhi Humne Moka Gawa Diya
Mere Haq Mein Teri Nigaah Ne
Koi Faisla To Suna Diya
Mujhe Maut De Ke Hayaat E Dil

Meri Saadagi Ye Bata Mujhe
Sabe Gham Ko Kya Main Jawaab Dun
Meri Saadagi Ye Bata Mujhe
Sabe Gham Ko Kya Main Jawaab Dun
Jo Amanate Ghame Ishq Thaa
Jo Amanate Ghame Ishq Thaa
Wahin Ashq Maine Baha Diya
Mere Haq Mein Teri Nigaah Ne
Koi Faisla To Suna Diya
Mujhe Maut De Ke Hayaat E Dil

Kise Bewafa Hi Samaj Zafar
Likhe Jaa Rahe The Woh Naam Jab
Kise Bewafa Hi Samaj Zafar
Likhe Jaa Rahe The Woh Naam Jab
Ye Haseen Itane Sang Dil
Ye Haseen Itane Sang Dil
Mera Naam Likh Ke Mitta Diya
Mere Haq Mein Teri Nigaah Ne
Koi Faisla To Suna Diya
Mujhe Maut De Ke Hayaat E Dil
Ye Nahi Sawaal Ke Kyaa Diya
Mere Haq Mein Teri Nigaah Ne
Mere Haq Mein Teri Nigaah Ne
Koi Faisla To Suna Diya
Mujhe Maut De Ke Hayaat E Dil.

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Harendra khurana, Narendra modi ambikapur, Narendra modi youtube, Narendra modi, Prime minister narendra modi, Pm narendra modi, Pm narendra modi speech, Ayushmann khurrana dream girl, Dream girl ayushmann khurrana, Pm narendra modi speech latest, Gharana rishi kapoor, Narendra modi latest speech 2018, Ayushmann khurrana songs, Gharana govinda movie, Gharana, Gharana movie songs, Why was dharmendra ready to marry this actress cheat on both his wives | wo purane din |