Mujhe Khabar Thi Lyrics | Saadgi (Album) | Lata Mangeshkar | Mayuresh Pai

Mujhe Khabar Thi Lyrics | Saadgi (Album) | Lata Mangeshkar | Mayuresh Pai

Mujhe khabar thi
Wo mera nahin paraya tha
Mujhe khabar thi
Wo mera nahin paraya tha
Par dhadkanon ne usi ko khuda banaya tha
Mujhe khabar thi
Wo mera nahin paraya tha

Main khaab khaab jise
Dhundhta phira barso
Main khaab khaab jise
Dhundhta phira barso
Wo ashq ashq meri aankh mein samaya tha
Wo ashq ashq meri aankh mein samaya tha
Par dhadkanon ne usi ko khuda banaya tha
Mujhe khabar thi
Wo mera nahin paraya tha

Tera kasur nahin jaan
Meri tanhai
Tera kasur nahin jaan
Meri tanhai
Tera kasur nahin jaan
Meri tanhai
Ye rog maine hi
Ye rog maine hi khud jaan ko lagaya tha
Ye rog maine hi khud jaan ko lagaya tha
Par dhadkanon ne usi ko khuda banaya tha
Mujhe khabar thi
Wo mera nahin paraya tha
Mujhe khabar thi
Wo mera nahin paraya tha

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *