Mujhe Jab Jab Bahaaro Ka Jamaana Yaad Aayega
Kahi Apna Bhi Tha Ek Aashiyaana Yaad Aayega
Kal Chaman Tha Aaj Ek Sehra Huwa
Dekhate Hi Dekhate Yeh Kya Huwa
Kal Chaman Tha Aaj Ek Sehra Huwa
Dekhate Hi Dekhate Yeh Kya Huwa
Kal Chaman Tha
Mujhko Barbaadi Ka Koyi Ghum Nahi
Mujhko Barbaadi Ka Koyi Ghum Nahi
Ghum Hai Barbaadi Kyun Charcha Huwa
Kal Chaman Tha Aaj Ek Sehra Huwa
Dekhate Hi Dekhate Yeh Kya Huwa
Kal Chaman Tha
Ek Chhota Sa Tha Mera Aashiyaa
Ek Chhota Sa Tha Mera Aashiyaa
Aaj Tinake Se Alag Tinaka Huwa
Kal Chaman Tha Aaj Ek Sehra Huwa
Dekhate Hi Dekhate Yeh Kya Huwa
Kal Chaman Tha
Sochata Hu Apne Ghar Ko Dekhkar
Sochata Hu Apne Ghar Ko Dekhkar
Ho Na Ho Yeh Hai Mera Dekha Huwa
Kal Chaman Tha Aaj Ek Sehra Huwa
Dekhate Hi Dekhate Yeh Kya Huwa
Kal Chaman Tha
Dekhne Waalo Ne Dekha Hai Dhunwa
Dekhne Waalo Ne Dekha Hai Dhunwa
Kisne Dekha Dil Mera Jalta Huwa
Kal Chaman Tha Aaj Ek Sehra Huwa
Dekhate Hi Dekhate Yeh Kya Huwa
Kal Chaman Tha
Mujhe Jab Jab Bahaaron Ka Jamaana Yaad Aayega Song Lyrics from the movie/album Khandan released in the year 2018 starring Sunil Dutt, Nutan. The song Mujhe Jab Jab Bahaaron Ka Jamaana Yaad Aayega was sung by Mohammed Rafi. This movie/album was directed by A Bhimsingh. The music was given by Ravi. The lyrics were Penned by Rajinder Krishan
Share your thoughts