Mujhe Dulhe Ka Sehra Gane Do jashne Lyrics | Sohni Mahiwal | Asha Bhosle, Shabbir Kumar | Anu Malik

Balle balle balle balle sehra balle balle balle balle sehra
Ye chand ke jaisa sehra uspe phulo ka sehra
Dholi ne dhol bajaya mai kitni dur se aaya
Ek pardesi awara ek pardesi awara
Ek pardesi awara ek pardesi awara
Ek pardesi awara dunia ke gum ka mara
Mujhe aaj hasne hasane do mujhe dulhe ka sehra gane do
Mujhe dulhe ka sehra gane do jashan e sadi manane do
Mujhe dulhe ka sehra gane do mujhe dulhe ka sehra gane do

Kitni hai khub jodi sabki mahbub ye jodi
Ye dono kismat wale kismat ke khel nirale
Ye khusiya ye barate har jagah kaha ye bate
Ye khusiya ye barate har jagah kaha ye bate
Dil ki bato ko hotho pe aane do
Mujhe dulhan ki doli lane do mujhe dulhan ki doli lane do
Jashan e sadi manane do ho mujhe dulhe ka sehra gane do
Mujhe dulhe ka sehra gane do

Tu kon koi sahjadi oye mai kon koi faryadi
Kya mai kya mera afsana apno me ek begana
Tu kon koi sahjadi mai kon koi faryadi
Kya mai kya mera afsana apno me ek begana
Kya jane log diwane milne ke kai bahane
Kya jane log diwane milne ke kai bahane
Kya jane log diwane milne ke kai bahane
Jara mahfil ko rang me aane do
Mujhe dulhan ki doli lane do
Mujhe dulhan ki doli lane do
Ek pardesi awara ek pardesi awara
Ek pardesi awara dunia ke gum ka mara
Mujhe aaj hasne hasane do mujhe dulhe ka sehra gane do
Mujhe dulhe ka sehra gane do jashan e sadi manane do
Mujhe dulhe ka sehra gane do mujhe dulhe ka sehra gane do

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *