Mujhe Chhodke Song Lyrics from the movie/album Bank Robbery released in the year 2016 starring Akshay Anand, Mohnish Bahl. The song Mujhe Chhodke was sung by Sushma Shrestha (Poornima), Vinod Rathod. This movie/album was directed by Ravi Ravan Kathuria. The music was given by Kishore Sharma, Mahesh Sharma. The lyrics were Penned by Rani Malik. The music rights for song purely belongs to Time Audio

Mujhe Chhodke Lyrics

Mujhe Chhodke Aise Na Jaa
Dil Tod Ke Aise Na Jaa
Mujhe Chhodke Aise Na Jaa
Dil Tod Ke Aise Na Jaa
Suno Suno Aye Sanam
Tumhe Meri Kasam
Maan Bhi Jaao Tum Laut Aao
Mujhe Chhodke Aise Na Jaa
Dil Tod Ke Aise Na Jaa
Suno Suno Aye Sanam
Tumhe Meri Kasam
Maan Bhi Jaao Tum Laut Aao
Mujhe Chhodke Aise Na Jaa

Mujhse Ruth Ke Chala Dekho Yaar Mera Ho Ho
Mujhse Ruth Ke Chala Dekho Yaar Mera
Aise Na Dhaao Seetam Chaht Huyi Hai Jawaan
Suno Suno Maan Bhi Jaao In Nazaaron Ki Kasam
Maan Bhi Jaao Tum Laut Aao
Mujhe Chhodke Aise Na Jaa

Aise Guroor Na Karo Mujhko Yun Door Na Karo
Aise Guroor Na Karo Mujhko Yun Door Na Karo
Tum Meri Manzil Sanam Mera Yakeen To Karo
Suno Suno Mere Sanam Meri Betaabi Ki Kasam
Maan Bhi Jaao Tum Laut Aao
Mujhe Chhodke Aise Na Jaa

Achhi Nahi Ye Dillagi O Ladki Deewani
Achhi Nahi Ye Dillagi O Ladki Deewani
Main Hoon Shola Jal Jaayegi
Teri Ye Chanchal Jawaani
Jal Chuki Hoon Teri Kasam
Maan Bhi Jaao Tum Laut Ke Aao
Mujhe Chhodke Aise Na Jaa
Dil Tod Ke Aise Na Jaa
Suno Suno Aye Sanam
Tumhe Meri Kasam
Maan Bhi Jaao Tum Laut Aao
Mujhe Chhodke Aise Na Jaa.

Share your thoughts

No Keywords