Muhabbat Buri Hai Lyrics | Sufiscore | Amanat Ali

Muhabbat Buri Hai Lyrics | Sufiscore | Amanat Ali

Muhabbat buri hai, buri hai muhabbat
Kahe jaa rahein hain kiye jaa rahein hain
Muhabbat buri hai, buri hai muhabbat
Kahe jaa rahein hain kiye jaa rahein hain

Yeh hai zeher meetha yeh meetha zeher hai
Kahe jaa rahein hain piye jaa rahein hain
Muhabbat buri hai, buri hai muhabbat
Kahe jaa rahein hain kiye jaa rahein hain

Zamaane ke dukh dard gham humko dekar
Na pucha kabhi haal saahib ne mera
Zamaane ke dukh dard gham humko dekar
Na pucha kabhi haal saahib ne mera

Mere chaak daaman daaman chaak mere
Kiye jaa rahein hain siye jaa rahein hain
Muhabbat buri hai, boori hai muhabbat
Kahe jaa rahein hain kiye jaa rahein hain

Yeh jhanjhat unhi ka fase bhi hain khud hi
Na roke ruke hain to kaise gile hain
Yeh jhanjhat unhi ka fase bhi hain khud hi
Na roke ruke hain to kaise gile hain

Shikayat musalsal musalsal shikayat
Kiye jaa rahein hain jiye jaa rahein hain
Muhabbat buri hai, buri hai muhabbat
Kahe jaa rahein hain kiye jaa rahein hain

Main khana bana kar woh baithe hain ghar ko
Karenge tarak kaise aadat buri ko
Main khana bana kar woh baithe hain ghar ko
Karenge tarak kaise aadat buri ko

Tasalli woh dil ko woh dil ko tasalli
Diye jaa rahein hain piye jaa rahein hain
Muhabbat buri hai, buri hai muhabbat
Kahe jaa rahein hain kiye jaa rahein hain

Yeh hai zeher meetha yeh meetha zeher hai
Kahe jaa rahein hain piye jaa rahein hain
Muhabbat buri hai, buri hai muhabbat
Kahe jaa rahein hain kiye jaa rahein hain
Muhabbat buri hai, buri hai muhabbat
Kahe jaa rahein hain kiye jaa rahein hain.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *