Mori Chunari Ke Solah Lyrics | Mehak | Jayshree Shivram | Usha Khanna

Mori Chunari Ke Solah Lyrics | Mehak | Jayshree Shivram | Usha Khanna

Mori chunar ke
Mori chunar ke solha singaar
Chunariya baalam ki
Mori chunar ke solha singaar
Chunariya baalam ki
Laagi laagi karejwa katar
Chunariya baalam ki
Mori chunar ke solha singaar
Chunariya baalam ki

Laali laali chunar me laali laali bundiya
O laali bundiya o laali bundiya
Ha laali laali chunar me laali laali bundiya
Laage hai heere motiya
Mohe ghure hai mohe ghure hai
Sajna hamar
Chunariya baalam ki
Laagi laagi karejwa katar
Chunariya baalam ki
Mori chunar ke

Chunar pahan main to baago me gayi thi
Ha gayi thi ha gayi thi
Ha chunar pahan main to baago me gayi thi
Maali ki laagi najariya ho
More tan man me ha more tan man me
Jhume bahar
Chunariya baalam ki
Laagi laagi karejwa katar
Chunariya baalam ki
Mori chunar ke solha singaar
Chunariya baalam ki

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *