Mohe Bairan Nindiya Lagi Re Song Lyrics from the movie/album Rajrani Damayanti released in the year 2015 starring Trilok Kapoor, Nirupa Roy. The song Mohe Bairan Nindiya Lagi Re was sung by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt). This movie/album was directed by Raja Nene. The music was given by Avinash Vyas. The music rights for song purely belongs to Saregama

Mohe Bairan Nindiya Lagi Re Lyrics

Mohe Bairan Nindiya Lagi Re
Sajan Kis Aur Gaye
Mohe Bairan Nindiya Lagi Re
Sajan Kis Aur Gaye

Dube Hue Chand Se Puchhu
Puchhu Tute Taro Se
Dube Hue Chand Se Puchhu
Puchhu Tute Taro Se
Phele Hue Gagan Se Puchhu
Apni Aah Se Pukaru Use
Meri Ankhiya Bhar Bhar Aayi
Kaha Chit Chor Gaye
Sajan Kis Aur Gaye
Mohe Bairan Nindiya Lagi Re
Sajan Kis Aur Gaye

Lata Ped Ke Gale Mili Hai
Lata Ped Ke Gale Mili Hai
Koyal Se Koyaliya
Koyal Se Koyaliya
Naye Pritam Bin Ut It Bhatku
Man Mera Banwariya
Mere Prit Git Ki Chhand
Sajan Kyu Tod Gaye
Sajan Kis Aur Gaye
Mohe Bairan Nindiya Lagi Re
Sajan Kis Aur Gaye.

Share your thoughts

No Keywords